Song lyrics downloaded from: https://www.albumsongandlyrics.com ------------------------------------------ Kk & Shilpa Rao - Khuda Jaane (Revisited) ------------------------------------------ sajde mein yun hi jhukta hoon, tum pe hi aa ke rukta hoon, kya yeh sab ko hota hai, hum ko kya lena hai sab se, tum se hi sab baatein ab se, ban gaye ho tum meri dua, sajde mein yun hi jhukta hoon, tum pe hi aa ke rukta hoon, kya yeh sab ko hota hai, hum ko kya lena hai sab se, tum se hi sab baatein ab se, ban gaye ho tum meri dua, khuda jaane ke main fida hoon, khuda jaane main mitt gaya, khuda jaane yeh kyun hua hai, ke ban gaye ho tum mere khuda, tu kahe to tere hi kadam ke main nishanon pe, chalun rukun ishaare pe, tu kahe to khwabon ka bana ke main bahana sa, mila karun sirhaane pe ho, tum se dil ki baatien seekhi, tum se hi yeh raahien seekhi, tum pe marr ke main to, jee gaaya khuda jaane ke main fida hoon, khuda jaane main mitt gaya, khuda jaane yeh kyun hua hai, ke ban gaye ho tum mere khuda, dil kahe ke aaj to, chupa lo tum panahon mein, ke darr hai tum ko kho doonga dil kahe sambhal zara khushi ko na nazar laga, ke darr hai main to ro doonga o karti hoon sau vaade tum se, baandhe dil ke dhaage tum se, yeh tumhe na jaane kya hua khuda jaane ke main fida hoon, khuda jaane main mitt gaya, khuda jaane yeh kyun hua hai, ke ban gaye ho tum mere khuda, sajde mein yun hi jhukta hoon, tum pe hi aa ke rukta hoon, kya yeh sab ko hota hai, hum ko kya lena hai sab se, tum se hi sab baatein ab se, ban gaye ho tum meri dua, khuda jaane ke main fida hoon, khuda jaane main mitt gaya, khuda jaane yeh kyun hua hai, ke ban gaye ho tum mere khuda,